Direct App Call System

Mobile Number Ki Koi Jarurat Nahi

FinWorkar me worker aur employer app ke safe voice call flow me connect hote hain. Real phone number public nahi hota.

Updated on 16 July 2026

Call flow

Post select

User worker post ya detail page se Call action choose karta hai.

Login check

Guest user ko call se pehle sign in karna hota hai.

Call Time check

Caller ke available seconds validate hote hain.

Safe call

Agora RTC based in-app call connect hoti hai.

Call Time kya hai?

Call Time app ke andar call karne ke seconds hain. Iska balance transaction history me credit/debit source ke saath dikhna chahiye.

  • Call charge
  • Ad reward +15 sec
  • First post +60 sec
  • Referral +120 sec
  • 5 min successful call +60 sec

Premium alag hai

Premium visibility, boost aur pinned placement ke liye hai. Premium kharidne se call seconds automatically add nahi hote.

Call Time = calls ke seconds. Premium = post visibility.

Safety